We all know Zakir Khan for his comedic abilities. We enjoy watching him perform or watching his videos because his jokes make us laugh out loud. Even when we were in a bad mood, his sense of humor made us chuckle. As a result, we already know him as one of India’s most talented comedians. But he has another gift that few people are aware of: he writes beautiful poems! He writes poems about his views about life, and his words have the ability to touch the soul.

Here are ten heartfelt remarks from him that show he’s more than just a comedian:

1. “Ab woh aag nahi rahi, na Sholon jaisa dehekta hoon.
Rang bhi sab ke jaisa hai, sabsa hi to Mehekta hoon.
Ek arse se hoon thhame Kashti ko Bhavar mein,
Toofaan se bhi jyada Saahil se Siharta hoon. ”

2.”Sab kuch meetha nahi hota,
Kadvi ghoot bhi peeni padhti hai,
Dosti ki kahani sunane ke liye,
Nibhane ki kahaniyan jeeni padhti hai.”

3. “Apne halaton ke haat nahi aayenge,
Hum haar kar bhi baaz nahi aayenge.”

4. “Kaun si baat kahan kaise kahee jaati hai ye saleeka ho toh har baat suni jaati hai.”

5. “Ek arse pehle is masumiyat bech di thi maine. Ab sochta hoon, mehngi cheez badi saste mei nikaal di”

6. ‘Mere sab Bura bhi kehna,
Par accha bhi sab batana,
Mai jau duniya se toh sabko
Meri Dastaan sunana”

7. “Halaat ki banjar zameen phaad ke nikla hoon.
Befikr rahiye,
Mai shauhrat ki dhoop se nahi jaluga.
Bas sath banaye rahiyega,
Abhi toh mai lamb chaluga.”

Keep reading successyeti.com

Also Read: Inspiration To Pick For Girls From Rani Mukherjee’s Movie Mardaani